Computer me Screenshot kaise le.
Hello friends, Computer me kisi bhi Screenshot ke liye aapko koi alag se software Install karne ki zaroort nhi hai.Balki yeh feature computer me already hota hai.
How to use: Aapko apne Computer Keyboard me Print Screen ka button dundhna hai. Jo aapko aapke computer me arrows ke thik upper milega.
Aapko jis screen ka Screenshot lena hai aapko waha ise press karna hai. Uske baad ye aapke computer ke clipboard me copy ho jaayega. Ab ise save kaise kare Click on the Start button. Click on All programme and click on accessories . click on Paint.
Gmail account ko SignOut kaise kare(Click Here)
Ab Paint me aapko shortcut key Ctrl+V press karni hai. Aapke saamne aapki uss screen ki image aa jaayegi. Aap wahan se usse save kar sakte hai. Agar aap ise save karna chahte hai to Click on file and click on save as. Aapka Screenshot save ho jaayega.
If you have a problem please comment.
How to make without name folder
1 टिप्पणियाँ
Thank you for some other informative blog. Where else could I get that type of information written in such an ideal means? I have a mission that I’m just now working on, and I have been at the look out for such information. https://www.desktopcon.org/best-computer-for-college-student/
जवाब देंहटाएं