Put your ad code here

Bina naam ke folder kaise banaye



Computer me bina naam ka folder kaise banaye.
Hello friends, aapne apne daily use ke liye apne computer me kaafi folders bnaye honge. Par aaj hum jis folder k baare me batane jaa rahe hai shaayad.  Ho skta hai aapne pahli baar suna ho ki bina naam ke bhi koi folder ban skta hai. Ye bahut hi aasan hai chaliye sikhte hai.
Step 1. Koi bhi new folder le or usko rename kare. Jaise ke image me show kiya gaya hai ya fir aap F2 press bhi kar skte hai.


Step 2. Ab uss pure naam ko select kare .




Step 3. Apne keyboard se alt+0160 enter kare.


Step 4. Press enter.



Jaise hi aap alt+0160 enter karenge aapke folder se naam hat jaayega and press enter.
Iss tarike se aap apne computer me without name ke folder bana skte hai.


Iss  topic ke baare me apna comment jarur de.
Agar koi problem aa rahi hai to comment me jarur bataye.

Whatsapp status ko kaise save kare.

एक टिप्पणी भेजें

3 टिप्पणियाँ