Put your ad code here

How to make invisible folder.

 How to make invisible folder.
Hello friends, welcome to Solution Guru aur fir haazir ek aur nayi trick ke saath. Aaj hum jis Topic ke baare me baat karne jaa rahe hai wo hai Invisible folder kaise banaye. Aapne kai baar hidden files and folders ke baare me to suna hi hoga. Hum isse hidden nhi kar rahe balki ise invisible bana rahe hai, jo humare siwa kisi ko bhi nahi pata hoga ki yaha folder hai. Chaliye seekhte hai.
Aapne humari pichli tricks me se ‘How to create folder without any name (bina naam ka folder kaise banaye) to padhi hi hogi. Agar nhi padhi hai to koi problem nhi hum isme bhi uska zikar kar hi dete hai.
Steps:
Invisible folder bnane ke liye sbse pahle hume bina naam ka folder bnana hoga. Yaani ki aisa folder jiska koi naam na ho. Ye kaise hoga. Sbse pahle koi folder banaye. Usse rename kare ya click F2 button and apne keyboard ki help se ‘Alt+0160’ type kare isse. Aap dekhenge ki aapke folder mein ek blank space aa gaya hai. Ab enter press kare. Isse ek blank name folder create ho jaayega. Agar trick samjhne me koi problem aa rahi hai to aap niche diye gaye link par click kar with images bhi padh skte hai. finally aapka without name folder ready hai.
Ab hume isse invisible banane ke liye iska icon change karna hoga. Iske liye aapke banaye gaye folder par Right-Click kare aur properties ke option me jaaye. Go to Customize tab and “Change icon” par click kare. Ab hume yaha ek blank icon select karna hoga.
In this case, there are several blank icon here. Inme se hume koi bhi ek choose karna hoga. Now, click on “ok” and again Click ”OK”. Ab aap dekhte hai ki aapka folder invisible ho chuka hai.
To find it, aapko mouse ka cursor move karna hoga. Jahan bhi aapka invisible folder hoga blink karega.
Ya fir aapko uss screen par all select karna hoga jisse wo folder bhi select hoga or aapko pta lag jaayega.
I hope ki aapko aaj ki trick pasand aayi hogi. Apna comment zaroor de.

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ